Tuesday, January 3, 2012

Aisa hi hai zindagi ka khel

Aisa hi hai is zindagi ka khel,
Tere haath mein chanaa, mere haath mein bhel
Salary agar badhi toh hoga khooshiyon hi khooshiyaan,
Varna aankhon par patti bandhe, stand in front of the rail


Aisa hi hai is zindagi ka khel,
Begunaah ghum rahe aazad, bekasoor languishing in jail...
Pakde bhi gaye toh no worries for them,
Aaj nahin toh kal mil hi jaayegi bail.


Aisa hi hai is zindagi ka khel,
Exam mein kabhi, there is no option to fail,
Hameshaa lead karna hai, rehna hai aage,
It is always considered bad, if you are the tail.

Aisa hi hai is zindagi ka khel,
Kuch bhi ho jaaye, we want everything on sale,
paise bachaane ko, bus aur train mein sadte hue safar toh karein,
par weekend pe 200 Rs. ki picture dekhne kabhi na honge fail.

Aisa hi hai is zindagi ka khel,
nahi sakte hum for meeting purposes, traveling ko jhel
Therefore, shortcut and virtual ho gayee hai zindagi,
its all about Whatsapp, Facebook, chat and email..

Aisa hi hai is zindagi ka khel,
land ki bhook mein gandey ho gaye hum tooth and nail,
expansiion ki chakkar mein animals ko karte gaye samaapt,
be it tigers, birds, crows ya fir whale...

Aisa hi hai is zindagi ka khel,
many people are trying but barely managing to sail,
Zindagi ho gayee hai sasti, jeena ho gaya expensive,
Koi bhi nahi raha ab, hearty and hale.